Hum TV is all set to gear with another social issue based drama Inkaar. The plot of the drama seems to be interesting and will question the stereotype of the society regarding men ego on rejection. It has Yumna Zaidi, Sami Khan and Imran Ashraf in leading roles. The drama is treat by the directer Kashif Nisar to his fans. Who previously entertained the fans with his blockbuster projects like Ranjha Ranjha Kardi, Darr Si Jati Hai Sila and O Rangreza.
Visit: Bharam OST Lyrics.
Inkaar OST Credits
- OST Title: Kahmoshi Tab Tak Zinda Rahay
- Drama Title: Inkaar
- Featuring: Sami Khan, Yumna Zaidi & Sami Khan
- Voice: Faiza Mujahid & Yumna Zaidi
- Lyrics: Sami Khan
- Music: Sami Khan
- Director: Kashif Nisar
- Producer: MD Production
- Channel: Hum TV
Inkaar OST Lyrics Full
Kahmoshi Tab Tak Zinda Rahay
Jab Tak Zuban Aur Khoof Nay Ek Dosry Ko Bandhye Rakha.
Tumhy Kia Laga?
Do Bol Bol Kay
Kahreed Lo Gaye Meri Hansi
Meri Sansein…..!
Meri Azadi…..!
Nahi Chahye Woh Awaz,
Woh Alfaz Jo Halak Ko Khusk Kar Dalien.
Nahi Chahye Woh Payar Jo Meri Soch
Ko Nafrat Ki Matti Mein Dafna Day.
Nahi Chahye, Nahi Chahye, Nahi Chahye
Daam Sapnoon Ko Aankon Mein Tor kay
Khud Apni Laaj Ko Sar Pay Aurh Kay
Teri Chahat Ka Sahara Nahi Chahye Khudara
Sans Leti Si Shae Samjho
Aik Baar……!
Hai Inkaar
Meri Marzi Meri Rahein
Meri Nazrein Jisko Chahen
Meri Sanson Pay
Bas Aik Mera Hi Haq Hai.
Kya Zehar Ghut Ghut kay Pena
Tu Sikhaye Ga kiya Jeena.
Meri Sanson Pay
Bas Aik Mera Hi Haq Hai
Dekha Sary Alam Nay
Bas Tumhein Dikha Nahi
Mere Aansu Mera Raaz The
Chaat Na Sahi Magar Aik Chadar Sahi.
Dhanpty Agar Tum Chaahtein
Yeh Mere Aansu Mera Raaz The.
Ab Milaye Ga Kiya Ankein
Tu Sunaye Ga Kiya Batein
Meri Sanson Pay
Bas Aik Mera Hi Haq Hai.
Kya Zehar Ghut Ghut Kay Pena
Tu Sikhaye Ga Kya Jeena
Meri Sanson Pay
Bas Aik Mera Hi Haq Hai.
Kahmoshi Sirf Ab Tak Rahi
Ab Soch Bhi Aazad Hai.
Aur Zuban Bhi…..
[vc_facebook type=”button_count” css_animation=”fadeInRight”]